Hello friends Aaj Phir main aapko kuch naya batane wali Hoon Jo aapne kabhi nahi suna Hoga. Ji haan Ek chota sa upay Jo Aap Ki Kalai ka dard Dur Karega. Uske liye aapko Ek Aisi lady ka rubber use karna hai Jiske ki Maa Papa aur saas sasur Dono he jivit ho . Yeh ek Aasan upay hai jo aapke Hath Ki Kalai ka dard Dur Karega. Rubber Ko Us hath Ki Kalai Mein lagana hai jis mein dard ho raha hai. Totka ya upay kuch bhi samajh sakte ho aap kuch hi pal main aap ka dard dur ho jayega. Dhyan Dene Ki Baat yah h ki rubber uss lady ka hi use karna hai Jis Ke Maa Baap aur Saas sasur Dono Hi Ho. Rubber ka matlab samajh rahe ho aap balo me lagaya Jane wala isse use karna hai aapko.