सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

Barish ko Rokne Ka upay

Ji haan aaj main aapko Achanak Se Hone Wali Barish ko Rokne Ka upay bataungi. kabhi kabhi Achanak se Barish hone Lagti Haired Jiski wajah se kuch kaam Bigad Jaate Hain. Jaise ki fasal ki kathai ke Samay Iske Alawa b anek Karan hote hain Achanak Se Hone Wali Barish Ki vajah se Bigad Jaate Hain. Main aapko Ek Aisa upay bataongi jisse Ki Barish ko thode Samay ke liye roka Ja sake. Barish Ke rukne Par aap aap ke kaam ko bigdne se rok sakte hain. "Sabse Pehle Aap Ganesh ji ki Murti ko Apne Ghar Ki Chhat Par le jayiye uske baad god se Prathna Kijiye kuch Samay ke liye Pani ko Rokne ki aur Hath jodkar agarbatti Laga kar Neeche Aajaye". Dhyan Rahe Ganesh ji ki Murti ka muh Uttar ki taraf he ho. Aur ek baat upay bahut jyada Jaroori kaam hone par hai Apnaye.
हाल की पोस्ट

Hath Ki Kalai ka dard Dur karne ka upay

Hello friends Aaj Phir main aapko kuch naya batane wali Hoon Jo aapne kabhi nahi suna Hoga.          Ji haan Ek chota sa upay Jo Aap Ki Kalai ka dard Dur Karega. Uske liye aapko Ek Aisi lady ka rubber use karna hai Jiske ki Maa Papa aur saas sasur Dono he jivit ho . Yeh ek Aasan upay hai jo aapke Hath Ki Kalai ka dard Dur Karega. Rubber Ko Us hath Ki Kalai Mein lagana hai jis mein dard ho raha hai. Totka  ya upay kuch bhi samajh sakte ho aap kuch hi pal main aap ka dard dur ho jayega. Dhyan Dene Ki Baat yah h ki rubber  uss lady ka hi use karna hai Jis Ke Maa Baap aur Saas sasur Dono Hi Ho.  Rubber ka matlab samajh rahe ho aap balo me lagaya Jane wala isse use karna hai aapko.

गर्दन दर्द दुर करने का उपाय

Gardan Dard dur karne ka Aasan upay- Jo Na Kabhi Aapne Suna Hoga Nahi Dekha. gardan Dard ko Dur karne ke liye Kahi Baar Hame doctor Ke Paas Jana padta hai. Main aapko Ek Aisa upay bataungi. jaise ki aap ko nahi doctor Ke Paas Jana ki jarurat hai aur nahi koi tablet lene ki jarurat hai Ghar baithe hi aap apna Dard Dur kar sakte hain. Dard Dur karne ka upay aap ke Kitchen mein hai sabse Pehle Aap Ko Jis Jagah dard hai us jagah par Roti banane ke belan se २१ bar Garden se lekar kandhe tk  ferna hoga. ji haan aap soch rahe ho ge ye kaisa upay hai. Toh Yeh Sach Hai is upay ko agar aap morning mein Kare Toh Jyada achha hoga. Ek baat ka aur Dhyan Rakhe ki Kamre Ki Delhi mein Khade hokar yeh upay apnaye.